Raat ka andhera kuch kehna chahta hai, Ye chand chandni ke saath rehna chahta hai, Hum to tanha hi khush thaa, Magar pata nahi kyu ye dil kisi ke saath rehna chahta hai
Neend jub mujhey aaghosh main laiti hay, Aapka chehra nigahoon mein bus jaata hay, ek dum say meri aankh khul jaati hay, Dil se bay sakhta yeh awaaz aati hay, . . . . . AMMI BHOOT
Chand taro se raat jagmagane lagi Phoolon ki khushboo se duniya mehkane lagi So jaiyo raat ho gayi hai kafi Nindiya rani bhi aapko dekhne hai aane lagi
haron taraf hai faili moonlite, Machhar bhi dene ko betaab hai aapko luvbite, Takiye ko gale laga ke sone ka tight, Bole to wo sweet dreams wala Good Night